7 function multimeter use
multimeter use hindi ki aj ki class men hum apko dc voltage check karna batye gay. Multimeter men dc voltage check karny ka alada say ek option hota hai.jis ka nisahn multimeter men seedi line hain hai. Multimeter use hindi ki aj ki class men men apko kuck photos say samjany ki kosish karo ga.
7 function multimeter use ki is series men thora sa introduction dc current kar b karo ga. DC curent say murad direct current hai. All electronics ki devices men dc curent hi use hota hai. ap logo ko yaqeen nai hoga to thora say samjata hon .ap jis PC py bet k ye internet use kar rahy hain ye k curcuit men dc 12 voltage use horahy hain. 7 function multimeter use eries men ap to yahi bolay gay k humara PC AC 220 volt py chal raha hai, to yaha ek bat apko batana chaho ga electronics ki all devices AC voltage ko convert kr DC 12 volt men convert kr k bajli ko use karty hain.
7 function multimeter use ki class men ek aur baat batana chaho ga k Solar penal b dc voltage men bajli generate karty hain. DC voltage men ampere ki bat karty hain. ab ap puchy gay k ampere ki chez hain to is ki detail next post men inshallah batao ga.
Ager ap ko ye multimeter use hindi achi lagi to apne friends k sat zaror share kary. Thanks